Rajasthan ki is veer prasuta dharti ne kai veer,sant,mahan vyaktitva ko jnm diya he.jiske karan yh dhra jag jahir rhi he.ese hi mahan santo me godwad ki dhra pr ek mahan sant ne jnm liya.jinke pas *Vayu yan* yani mahabharat ,ramayankal me jin vimano ki bat hoti he vese hi sakti rkhne vale mahan sant yha pr avtrit huye.jo pal bhr me kai kilometers ki yaatra kr dete the. Ese un mahan sant ka naam he FULA BHARTI JI MAHARAJ jan samany unhe HAKJI MAHARAJ ke naam se jante the.esi karan vo aaj bhi Hakji maharaj ke naam se sampurn Godwad me jane jate the. Siddh shri Fula bharti ji ne RAYKA urf devasi jati me jnm liya.yh jaati yuto bhedbaktiyo ko charane ke naam v kaam se jani jati he pr Hakji maharaj ne bhakti kr ke yh siddh kr diya ki bhakti hi sbse bdi he.aap Jo ki pashupaln jati se hi aate the esi karan inka jiv dya me atut visvas tha.ye pure ngr se rotiya ekkati kr ke kutto ko khilaya krte the. Is mahan vibhuti ka jnm godwad ke pali jile ke sadri(bhadras) naamk sthan pr hua.aap prakrti premi v jiv dya ke poojk mane jatehe.enke dvara lgaye gye ped aaj road ke kinare logo ko aaj bhi shitalta pradan kr rhehe.es mahan sant jo bachpn sehi ishvar me vivas krne vale the.pr ghrvalo ki khushi ke liye shadi ke liye raji ho jate he pr jese hi shadi sammpan hoti hi aapne apni ptni ko chunr oda kr apni dhram bahin bna diya or vh unki shisya bn gyi.ye shiv ke upask the is karan enhone kai jagh pr shiv mandir ke nirman bhi krvaya.or inke dvara *KOT* namk sthan pr sthapit shiv mandir enke naam FULESHVR MAHADEV ke naam se jana jata he.is mahan sant ne jivn me mekai chamtkaar bhi kiye jine jinke bakhan aajbhi enke anuyayi vrnan krte nhi thkte he.enke chamtkaaro me vishes he vo he ek sthan se dusre sthan pr ek hi pl me pahuchna yani ek gav se dusre gav tk ek pl me hi aap pahuch jate the. Matalb inke pas VAYU VIMAN ki sddhi thi jo inke samksh or purv ke santo mebhi nhi dekno ko milti he.ye matr hme ramayn v mahabharat kaal me sun neko milta he he pr yha ke logo ne pratyax dekha he.yhi baat Hakji maharaj ko sabhi santo se alg banti he. Aaj apki pto sthali bhadras bhadrasme hm samadhi ko dekh skte je.